Zindagi beeti jaa rahi hai
Waqt kisi ke liye nahi rukta
Kya sikha hai meine is zindagi se?
Kya diya hai meine logo ko?
Sirf kuch lamhe
Sirf kuch pal
Logo ke saath
Apne aap ke saath
Kaha jaa rahi hai yeh zindagi?
Kaha jaa raha hai yeh waqt?
Kyu meine kuch sikha nahi ab tak?
Kyu meine kuch diya nahi ab tak?
Khudgarzi se jeena ho to kuch hum sikhenge nahi, kuch hum denge nahi.
Sirf lenge, aur lenge.
Aur phir yeh zindagi aur yeh waqt to ruk ne waale nahi
Hum sirf rehejaayenge
akele
Waqt kisi ke liye nahi rukta
Kya sikha hai meine is zindagi se?
Kya diya hai meine logo ko?
Sirf kuch lamhe
Sirf kuch pal
Logo ke saath
Apne aap ke saath
Kaha jaa rahi hai yeh zindagi?
Kaha jaa raha hai yeh waqt?
Kyu meine kuch sikha nahi ab tak?
Kyu meine kuch diya nahi ab tak?
Khudgarzi se jeena ho to kuch hum sikhenge nahi, kuch hum denge nahi.
Sirf lenge, aur lenge.
Aur phir yeh zindagi aur yeh waqt to ruk ne waale nahi
Hum sirf rehejaayenge
akele
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.