Toofan thum gaya
Baarish ki jharmar ne dillon ko sureela banaaya
Chulbuli hava thodi jhoomti hui
Pedo ki patiyaan se khel ti hui
Bheegi zameen ki mehek ko phelaake
Un dillon ko aur madhur banaaya
Baadalon ne bhi itne chanchal roop apnaaye
Un dillon ko kaalpanik kiya
Aur suraj ke sang woh gagan ke jahaaj ne aisa jaadoo rachaaya
Ke Indra bhi khil gaya
Unki dhanush ki chamakte rangon ki nikhaar mein
Woh dard-e-dil , jo apni dhun mein khoye hue, roj ke andhere aur mobile se bahaar na dekh paate
aaj Aasmaan ki taraf mudna pada unhe
Umeed ki taraf dekhna pada unhe
Naye khwaab ki taraf udna na pada unhe
Roshni ki taraf muskaana pada unhe
The storm dispersed
The heavy rains now but a drizzle
The breeze dances
with the trees and the passersby
bringing them the quenched soil’s exuberant fragrance
The clouds too play in the skies above
with an artist’s flair
And a magician’s wand
Their multitudinous forms
Engulfing the sun’s rays
A moving canvas
And then a double rainbow that charms and sways
Now they are detracted from
their daily humdrum,
their cellphones,
their darkness
they gaze up Into the heavens
into the colorful bows of Hope
of Happiness
Perhaps now
to dream newly
to smile truly
📸: Jaydev Upponi
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.