Sunday, December 19, 2021

Yeh instant zamaana hai

Yeh to instant zamaana hai.
Instantpot aur instant khaana ka zamaana hai.
Instagram aur instant message ka zamaana hai.
To pyaar bhi instant ho jaata hai.
Aur dil bhi instant tutt jaata hai.
Lekin isko judne mein kyu itna waqt guzar jaata hai
kyu instant nahi judh paata hai

No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.